Maine Rab Se Tujhe Mang Liya Lyrics In English - Karma - Song, WebSeries & Movies

Maine Rab Se Tujhe Mang Liya Lyrics In English – Karma

 Maine Rab Se Tujhe Mang Liya Lyrics from Karma is sung by Anuradha Paudwal and Manhar Udhas. Maine Rab Se Tujhe Mang Liya song lyrics are written by Anand Bakshi while its music is given by Laxmikant and Pyarelal.

Maine Rab Se Tujhe Mang Liya Lyrics In English - Karma
SONG DETAILS:
Song:-  Maine Rab Se Tujhe 
Movie :- Karma
Singer :-Manhar Udhas & Anuradha Paudwal
Starcast:- Jackie Shroff Sridevi
Lyrics:- Anand Bakshi
Music:- Laxmikant-Pyarelal
Director :- Subhash Ghai
Label:- Zee Music

Maine Rab Se Tujhe Mang Liya Lyrics In English – Karma

Sajna ve sajna ve sajna
Dekh mazak na kar tu aisa
Main nahi tere sajna jaisa
Waisa ban ja aisa kar le
Ya mujhe apne jaisa kar le

Maine rab se tujhe mang liya
Maine rab se tujhe mang liya
Aa bhar de meri maang piya aa aa

Aa bhar de meri maang piya
Maine rab se tujhe mang liya
Aa bhar de meri maang piya aa aa aa
Bech na gori pyar ka sona

Bech na gori pyar ka sona
Lekar yeh mitti ka khilauna
Ya rabba ya aa aa
Aa bhar de meri maang piya

 
Aa bhar de meri maang piya aa aa aa

Iss duniya mein dil woh lagaye
Saara jag jo chhod ke aaye
Saara jag jo chhod ke aaye

Iss duniya mein dil woh lagaye
Iss duniya mein dil woh lagaye
Saara jag jo chhod ke aaye ho
Saara jag jo chhod ke aaye

Keh de tu ik baar chali aa
Chali aa tu chali aa
Main na chali aaun to main bewafa

Main mufalis beghar banjara
Main mufalis beghar banjara
Kiska mere sath ghuzara
Na…

Maine rab se tujhe mang liya
Aa bhar de meri maang piya aa aa aa
Maine rab se tujhe mang liya
Aa bhar de meri maang piya aa aa aa

Aayegi aise yaad jo teri
Jaayegi ek din jaan bhi meri
Aayegi aise yaad jo teri
Jaayegi ek din jaan bhi meri

Sath jeene ka toone vaada kiya
Marne ka haq tujhe kisne diya
Tujhe kisne diya

Tu jo kahe sau saal jiyunga
Tu jo kahe sau saal jiyunga
Warna abhi main zehar piyunga
Na…

Maine rab se tujhe mang liya
Aa bhar de meri maang piya aa aa aa
Maine tan man tere naam kiya
Toone mujhko khareed liya aa aa aa
Maine rab se tujhe mang liya

Kisi haal mein bewafa hum na honge
Bichhad jayenge par juda hum na honge
Bichhad jayenge par juda hum na honge



Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top