O Saki Saki Lyrics - Neha Kakkar | Nora Fatehi - Song, WebSeries & Movies

O Saki Saki Lyrics – Neha Kakkar | Nora Fatehi

O Saki Saki Lyrics - Neha Kakkar | Nora Fatehi
Lyrics

Main Teri Aankho Ka Sahil
Main Tere Dil Ke Hi Kaabil
Tu Musafir Main Teri Manzil

Ishq Ka Dariya Hai Behta
Doob Jaa Tujhse Hai Kehta
Aa Meri Baanho Mein Aake Mill

Haan Wo Sharabi Kya Sharabi
Dil Mein Jiske Gam Na Ho
Lut Gaya Samjho Sharabi
Paas Jiske Hum Na Ho

O Saki Saki Re Saki Saki
Aa Paas Aa Reh Na Jaye
Koi Khowaish Baaki

O Saaki Saaki Re Saaki Saaki
Aa Paas Aa Reh Na Jaye
Koi Khowaish Baaki

Tere Jaisi Mashuka
Mujhe Yaar Chahiye
Na Paisa Chahiye
Na Hi Karar Chahiye

Ye Husn Ka Hai Khumar Mera
Tujhpe Hai Chhaya Jo
Kurban Hua Mujhpe Jo
Khush Naseeb Bada Hai Wo

Haan Wo Sharabi Kya Sharabi
Dil Mein Jiske Gam Na Ho
Lut Gaya Samjho Sharabi
Paas Jiske Hum Na Ho

Saki Saki Saki

O Saaki Saaki Re Saaki Saaki
Aa Paas Aa Reh Na Jaye
Koi Khowaish Baaki

O Saaki Saki Re Saaki Saaki
Aa Paas Aa Reh Na Jaye
Koi Khowaish Baaki

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top